Aankhein ik aisa sheesha, ik aisa darpan hai jo binn bole sab kuch bayan kar deta hai.
Kuch baatein jo keh ke nhi smjhayi jaati, vo baatein aankhein kuch pal m bata deti hai.
Aankhon main ssapne hote hain, apne hote hain, aur kuch aise shaks bhi baste hn jinki wajah se aankhein nam bhi ho jaati hain.
We Want you to feel what we write, so that you can connect to what the real emotion behind writing is.
"Kehti hain aankhein,
Sehti hain aankhein,
Aansunon ka sailaab hai aankhein,
Khuli kitaab hain aankhein,
Khamosh lamhon ka ik ahsaas hain aankehin!
Khoobiyaan bhi iski,
Khaamiyaan bhi ismain hain,
Khushiyon m ro deti,
Gam mein aansuon ko rokti aankhein!
Binn bolne waali awaaz hain aakhein,
Chup reh kar sehne waali ik muskaan hain aankhein!!!"
"कहती हैं आँखें,
सहती हैं आँखें,
आंसुओं का सैलाब हैं आँखें,
खुली किताब हैं आँखें !
खामोश लम्हों का एक अहसास हैं आँखें!
खूबियां भी इसकी,
खामियाँ भी इसमें हैं,
खुशियों म रो देती,
गम में आंसुओं को रोकती आँखें !
बिन बोलने वाली आवाज़ है आँखें,
चुप रह कर सहने वाली एक मुस्कान हैं आँखें !"________________________________________________________________________________________________________
"Aankhein thi toh sab bayaan kar diya
Lafz hote toh mukar jaate!" "आँखें थी तो सब बयान कर दिया,
लफ्ज़ होते तो मुकर जाते !"
______________________________________________________
"Andhera bewajah hi badnaam hai,
Mujhe roshni jyada manhoos lagti hai,
Andhera neend mukammal karta hai,
Roshni kaskar aankhon m chubhti hai!" "अँधेरा बेवजह ही बदनाम है,
मुझे रोशनी ज्यादा मनहूस लगती है,
अँधेरा नींद मुकम्मल करता है,
रोशनी कसकर आँखों में चुबती है !"
______________________________________________________
"Aajkal teri subah mere bagair ho jaati hai,
Aankhein teri mere bina hi so jaati hai,
Magar na jaane kyu tujhse jhagadhne k baad bhi maine,
Yeh raat tere intezaar main kaati hai!"
"आजकल तेरी सुबह मेरे बगैर हो जाती है,
आँखें तेरी मेरे बिना ही सो जाती है
मगर न जाने क्यों तुझसे झगड़ने क बाद भी मैंने,
यह रात तेरे इंतज़ार में काटी है !!"
______________________________________________________
"Gehrai hi itni h aankhon m teri,
Ke ab toh doob jaana bhi nasaaz lagta hai!" "गहराई ही इतनी है आँखों में तेरी
के अब तो डूब जाना भी नासाज़ लगता है !"
______________________________________________________
"Jab sehne lagi aankhein,
Jab kehne lagi aankhein,
Chup hogyi zubaan khud-b-khud,
Jab binn bole behne lagi ankhein!"
"जब सहने लगी आँखें,
जब कहने लगी आँखें,
चुप हो गयी जुबां खुद-बा-खुद,
जब बिन बोले बहने लगी आँखें !"
______________________________________________________
"Chaha tujhe doobkar ishq ke aise aalam mein,
Ke tanha tum hue aur rone humhari aankhein lagi!" "चाहा तुझे डूबकर इश्क़ के ऐसे आलम में
के तनहा तुम हुए और रोने हमारी आँखें लगी !"
______________________________________________________
"Kitni naadan hain yeh aankhein,
Phir bhi har baat ka gyan hai,
Gehri jaise, jheel yeh aankhein,
Lambi hai toh meel yeh aankhein,
Dukh m barasti hain aankhein,
Kuch paane ko tarsati hain aankhein!"
Editor @HiddenSoul
Kuch baatein jo keh ke nhi smjhayi jaati, vo baatein aankhein kuch pal m bata deti hai.
Aankhon main ssapne hote hain, apne hote hain, aur kuch aise shaks bhi baste hn jinki wajah se aankhein nam bhi ho jaati hain.
We Want you to feel what we write, so that you can connect to what the real emotion behind writing is.
"आँखें"
Sehti hain aankhein,
Aansunon ka sailaab hai aankhein,
Khuli kitaab hain aankhein,
Khamosh lamhon ka ik ahsaas hain aankehin!
Khoobiyaan bhi iski,
Khaamiyaan bhi ismain hain,
Khushiyon m ro deti,
Gam mein aansuon ko rokti aankhein!
Binn bolne waali awaaz hain aakhein,
Chup reh kar sehne waali ik muskaan hain aankhein!!!"
"कहती हैं आँखें,
सहती हैं आँखें,
आंसुओं का सैलाब हैं आँखें,
खुली किताब हैं आँखें !
खामोश लम्हों का एक अहसास हैं आँखें!
खूबियां भी इसकी,
खामियाँ भी इसमें हैं,
खुशियों म रो देती,
गम में आंसुओं को रोकती आँखें !
बिन बोलने वाली आवाज़ है आँखें,
चुप रह कर सहने वाली एक मुस्कान हैं आँखें !"

Tags:
Aankh