Narazgi kaho ya dilon ki dooriyaan, donon main hi kuch khaas fark nahi hota.
Kai baar kuch galatfehmiyon ki wajah se bhi hum kisi se naraz ho jaate hain.
Aur phir hum uss insaan se khud ko door karna shuru kar dete hain. Chahe vo humara kitna kareebi kyun na ho.
Uske saath bitaya har lamha dhundhlaane lagta hai. Aur aakhir mein uski yaadein bhi mitt jaati hain.
Kabhi baat karne ki hasrat, kabhi dekhne ki tammanna,
Kaash yeh narazgi thodi kam ho jaati,
Tere dil s mere dil ki yeh aadat kabhi na jaati!
Jaane se pehle ik wajah bata jaate,
kaash phirse kuch palon ko hum yaadgaar bana paate,
Kaash vo lamha phirse humare nazdeek hone ka,
Ik aakhiri baar inn dooriyon ko mita paate!
Beshak tumhe humse rooth jaane ka haqq hai,
Hum mana bhi lenge,
Magar narazgi itni badh jaayegi socha na tha,
Koi nahi aaj iss gam ko bhi dil mein basa lenge!
Aaj bhi har fariyaad teri tasveer jaanti hai,
Main rooth jaaun toh vo pyaar se manati hai,
Kaash uss tasveer ko ik baar phir nayaab kar paate,
Ke aaj ik aakhiri baar tujhe apne kaandhe sula paate!"
"मत पूछो कैसे गुज़र रहा है हर लम्हा तेरे बिना,
कभी बात करने की हसरत, कभी देखने की तमन्ना,
काश ये नाराज़गी थोड़ी कम हो जाती,
तेरे दिल से मेरे दिल की ये आदत कभी ना जाती!
जाने से पहले एक वजह बता पाते,
काश फिरसे कुछ पलों को हम यादगार बना पाते,
काश वो लम्हा फिरसे हमारे नज़दीक होने का,
एक आखिरी बार इन दूरियों को मिटा पाते!
बेशक तुम्हे हमसे रूठ जाने का हक़्क़ है,
हम मना भी लेंगे,
मगर नाराज़गी इतनी बढ़ जाएगी सोचा ना था,
कोई नहीं आज इस गम को भी दिल में बसा लेंगे!
आज हर फ़रियाद तेरी तस्वीर जानती है,
मैं रूठ जाऊं तो वो प्यार से मानती है,
काश उस तस्वीर को एक बार फिर नायाब कर पाते,
के आज एक आखिरी बार तुझे अपने काँधे सुला पाते!"________________________________________________________________________________________________________
"Vo pooche humse, tumhe har narazgi mujhse kyun hai,
Achanank mann ne dheemi awaaz mein kaha,
Tumhe har umeed bhi toh unse hi thi!"
वो पूछे हमसे, तुम्हे नाराज़गी मुझसे क्यों है,
अचानक मन ने धीमी आवाज़ में कहा,
तुम्हे हर उम्मीद भी तो उनसे ही थी!______________________________________________________
"Mujhse yun naraz na raha karo,
Tumhare binn jee paaye,
Itna mazboot nahi hai yeh dil mera!"
मुझसे यूँ नाराज़ ना रहा करो,
तुम्हारे बिन जी पाए,
इतना मज़बूत नहीं है ये दिल मेरा !______________________________________________________
Aaj usko meri narazgi nazar na aayi,
Kuch yun nazarandaaz kar diya iss dil ko,
Ke samajh toh jaata hai yeh ishq nhi kuch or hai,
Par kambhakat samjha nahi pata hoon iss dil ko!
आज उसको मेरी नाराज़गी नज़र ना आई,
कुछ यूँ नज़रअंदाज़ कर दिया उसने इस दिल को,
के समझ तो जाता है ये इश्क़ नहीं कुछ और है,
पर कम्भखत समझा नहीं पाता हूँ इस दिल को!______________________________________________________
"Tujhse naraz nhi zindagi,
Hairaan hoon main,
Tere maasoom sawalon,
Pareshaan hoon main!"
- LYRICS @Tujhse Naraz Nahi Zindagi
Editor @HiddenSoul
Kai baar kuch galatfehmiyon ki wajah se bhi hum kisi se naraz ho jaate hain.
Aur phir hum uss insaan se khud ko door karna shuru kar dete hain. Chahe vo humara kitna kareebi kyun na ho.
Uske saath bitaya har lamha dhundhlaane lagta hai. Aur aakhir mein uski yaadein bhi mitt jaati hain.
"Naraz hokar bhi kise bataun,
Narazgi apni main kisse dikhaun,
Binn bharose ka bhi kya rishta,
Jispar haqq hi nahi, uspr kaise jataun!"
"नाराज़गी"
"Mat poocho kaise guzar raha hai har lamha tere bina,Kabhi baat karne ki hasrat, kabhi dekhne ki tammanna,
Kaash yeh narazgi thodi kam ho jaati,
Tere dil s mere dil ki yeh aadat kabhi na jaati!
Jaane se pehle ik wajah bata jaate,
kaash phirse kuch palon ko hum yaadgaar bana paate,
Kaash vo lamha phirse humare nazdeek hone ka,
Ik aakhiri baar inn dooriyon ko mita paate!
Beshak tumhe humse rooth jaane ka haqq hai,
Hum mana bhi lenge,
Magar narazgi itni badh jaayegi socha na tha,
Koi nahi aaj iss gam ko bhi dil mein basa lenge!
Aaj bhi har fariyaad teri tasveer jaanti hai,
Main rooth jaaun toh vo pyaar se manati hai,
Kaash uss tasveer ko ik baar phir nayaab kar paate,
Ke aaj ik aakhiri baar tujhe apne kaandhe sula paate!"
"मत पूछो कैसे गुज़र रहा है हर लम्हा तेरे बिना,
कभी बात करने की हसरत, कभी देखने की तमन्ना,
काश ये नाराज़गी थोड़ी कम हो जाती,
तेरे दिल से मेरे दिल की ये आदत कभी ना जाती!
जाने से पहले एक वजह बता पाते,
काश फिरसे कुछ पलों को हम यादगार बना पाते,
काश वो लम्हा फिरसे हमारे नज़दीक होने का,
एक आखिरी बार इन दूरियों को मिटा पाते!
बेशक तुम्हे हमसे रूठ जाने का हक़्क़ है,
हम मना भी लेंगे,
मगर नाराज़गी इतनी बढ़ जाएगी सोचा ना था,
कोई नहीं आज इस गम को भी दिल में बसा लेंगे!
आज हर फ़रियाद तेरी तस्वीर जानती है,
मैं रूठ जाऊं तो वो प्यार से मानती है,
काश उस तस्वीर को एक बार फिर नायाब कर पाते,
के आज एक आखिरी बार तुझे अपने काँधे सुला पाते!"
"Vo pooche humse, tumhe har narazgi mujhse kyun hai,
Achanank mann ne dheemi awaaz mein kaha,
Tumhe har umeed bhi toh unse hi thi!"
वो पूछे हमसे, तुम्हे नाराज़गी मुझसे क्यों है,
अचानक मन ने धीमी आवाज़ में कहा,
तुम्हे हर उम्मीद भी तो उनसे ही थी!
"Mujhse yun naraz na raha karo,
Tumhare binn jee paaye,
Itna mazboot nahi hai yeh dil mera!"
मुझसे यूँ नाराज़ ना रहा करो,
तुम्हारे बिन जी पाए,
इतना मज़बूत नहीं है ये दिल मेरा !
Aaj usko meri narazgi nazar na aayi,
Kuch yun nazarandaaz kar diya iss dil ko,
Ke samajh toh jaata hai yeh ishq nhi kuch or hai,
Par kambhakat samjha nahi pata hoon iss dil ko!
आज उसको मेरी नाराज़गी नज़र ना आई,
कुछ यूँ नज़रअंदाज़ कर दिया उसने इस दिल को,
के समझ तो जाता है ये इश्क़ नहीं कुछ और है,
पर कम्भखत समझा नहीं पाता हूँ इस दिल को!
"Ik narazgi toh aaj bhi hai iss dil main,
Magar main khafa kisi se nahi hoon!"
Hairaan hoon main,
Tere maasoom sawalon,
Pareshaan hoon main!"
Editor @HiddenSoul
Tags:
Love