Waqt, ik aisi kahani hai, ik aisi yaad hai, ik aisi chahat hai ya kaho ik aisa hathiyar hai jisko agar sahi se istemaal kiya jaaye toh humara jeevan khud-ba-khud khushiyon se bhar jaata hai.
Kabhi waqt na hone ke karan, kuch rishte bhikhar bhi jaate hain aur kai baar waqt ka sahi istemaal krne se bhikhre hue rishton mein bhi ik nayi mehak bhar jaati hai.
Humain khud ko samjhana hoga, ke waqt koi saaman nhi hai jo sambhal kar rakh liya jaaye, magar waqt vo bhavya astra hai jisse hum kuch bhi haasil kar sakte hain.
Waqt kaho ya time ya samay, yeh akele kuch nhi kar sakta, magar iske saath jab mehnat, lagan aur kuch paane ki chahat ka sangreh ho jaaye toh hum haara hua bhi wapas kama laate hain.
Issi waqt ko ik poem, ik kavita ke madhyam se hum aapko smjhana chahte hain, jiske sath kuch shayariyaan bhi hain, umeed hai aapko pasand aayegi.
Yeh insaan bhi badalta rehta hai,
Soch samajh ke istemaal karna isko janaab,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Har rota hua lamha bhi muskurayega,
Tu rakh sabar, ik din apna bhi waqt aayega,
Har din koi na koi sehta hai,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Itni jald na maan haar tu ae musafir,
Aaj bura hai toh kal accha kehlaayega,
Bura karne wala khud mitte mein mil jaata hai,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Aaj nadaniyon se bhara hai mann tera,
Kal yehi sab Tajurba ban jaayega,
Jis din tu khudse jeetna seekehga,
Ussi din se waqt tera ho jaayega!"
"यह वक्त गुजरता रहता है,
यह इंसान भी बदलता रहता है,
सोच समझ कर कमाल करना इसको जनाब,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
हर रोता हुआ लम्हा भी मुस्कुराएगा,
तू रख सबर एक दिन अपना भी वक्त आएगा,
दिन कोई ना कोई सहता है,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
इतनी जल्दी ना मान हर तू ऐ मुसाफिर,
आज बुरा है तो कल अच्छा कहलाएगा,
बुरा करने वाला खुद मिट्टी में मिल जाता है,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
आज नादानियां से भरा है मन तेरा,
कल यही सब तजुर्बा बन जाएगा,
जिस दिन तू खुद से जितना सीखेगा,
उसी दिन से वक्त तेरा हो जाएगा!"________________________________________________________________________________________________________
"Apne aap ko pehchaan tu,
Apne junoon ko jaga tu,
Manobal nahi girne dena,
Apne aap ko sambhal tu!"
"अपने आप को पहचान तू,
अपने जुनून को जगा तू,
मनोबल नहीं गिरने देना,
अपने आप को संभाल तू!"______________________________________________________
"Aankhon mein nami badh gyi,
Ab Baaton ke kisse khatam se hogye,
Bura waqt nhi hua hai,
Lagta hai bure ab hum hogye!"
"आंखों में नमी बढ़ गई,
अब बातों के किस्से खत्म से हो गए,
बुरा वक्त नहीं हुआ है,
लगता है बुरे अब हम हो गए!"______________________________________________________
"Abhi toh shuruwat hai thoda aazmaane do,
Vo ro ro kar pukarenge humain,
Ik baar humara waqt aane do!"
"अभी तो शुरुआत है थोड़ा आजमाने दो,
वह रो रो कर पुकारेंगे हमें,
एक बार हमारा वक्त आने दो!"
Editor @HiddenSoul
Kabhi waqt na hone ke karan, kuch rishte bhikhar bhi jaate hain aur kai baar waqt ka sahi istemaal krne se bhikhre hue rishton mein bhi ik nayi mehak bhar jaati hai.
Hum sochte hain, kya ho jayega, kaam hi toh hai thodi der baad mkar lenge, magar jo saath rahe vo waqt kahan, waqt toh ik guzarti yaad hai, ik chalte rehne waali kahani hai.
Humain khud ko samjhana hoga, ke waqt koi saaman nhi hai jo sambhal kar rakh liya jaaye, magar waqt vo bhavya astra hai jisse hum kuch bhi haasil kar sakte hain.
Waqt kaho ya time ya samay, yeh akele kuch nhi kar sakta, magar iske saath jab mehnat, lagan aur kuch paane ki chahat ka sangreh ho jaaye toh hum haara hua bhi wapas kama laate hain.
Issi waqt ko ik poem, ik kavita ke madhyam se hum aapko smjhana chahte hain, jiske sath kuch shayariyaan bhi hain, umeed hai aapko pasand aayegi.
"वक़्त"
"Yeh waqt guzarta rehta hai,Yeh insaan bhi badalta rehta hai,
Soch samajh ke istemaal karna isko janaab,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Har rota hua lamha bhi muskurayega,
Tu rakh sabar, ik din apna bhi waqt aayega,
Har din koi na koi sehta hai,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Itni jald na maan haar tu ae musafir,
Aaj bura hai toh kal accha kehlaayega,
Bura karne wala khud mitte mein mil jaata hai,
Yeh khud waqt cheekh kar kehta hai!
Aaj nadaniyon se bhara hai mann tera,
Kal yehi sab Tajurba ban jaayega,
Jis din tu khudse jeetna seekehga,
Ussi din se waqt tera ho jaayega!"
"यह वक्त गुजरता रहता है,
यह इंसान भी बदलता रहता है,
सोच समझ कर कमाल करना इसको जनाब,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
हर रोता हुआ लम्हा भी मुस्कुराएगा,
तू रख सबर एक दिन अपना भी वक्त आएगा,
दिन कोई ना कोई सहता है,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
इतनी जल्दी ना मान हर तू ऐ मुसाफिर,
आज बुरा है तो कल अच्छा कहलाएगा,
बुरा करने वाला खुद मिट्टी में मिल जाता है,
यह खुद वक्त चीक कर कहता है!
आज नादानियां से भरा है मन तेरा,
कल यही सब तजुर्बा बन जाएगा,
जिस दिन तू खुद से जितना सीखेगा,
उसी दिन से वक्त तेरा हो जाएगा!"
"Apne aap ko pehchaan tu,
Apne junoon ko jaga tu,
Manobal nahi girne dena,
Apne aap ko sambhal tu!"
"अपने आप को पहचान तू,
अपने जुनून को जगा तू,
मनोबल नहीं गिरने देना,
अपने आप को संभाल तू!"
"Aankhon mein nami badh gyi,
Ab Baaton ke kisse khatam se hogye,
Bura waqt nhi hua hai,
Lagta hai bure ab hum hogye!"
"आंखों में नमी बढ़ गई,
अब बातों के किस्से खत्म से हो गए,
बुरा वक्त नहीं हुआ है,
लगता है बुरे अब हम हो गए!"