Galtiyaan, rishton ko todhne waali, apnon se door kar chodhne waali, badhi ho ya choti, rishton ko kamzor bana hi deti hai.
Jinn galtiyon ko anjaane mein kiya jaaye, vo galat nhi hoti, magar jo jan bhuj ke ki jaaye vo galti nhi kehlaati.
Dil ke har kone ko todh jaati hai, jab ik galti hone pr zindagi chodh jaati hai.
Galtiyan, karni asaan hai, magar rishton ki kacchi dor isko seh nhi paati, na hi samajh paati hai na khud ke peche ka raaz samjha paati hai.
Rishte joadhna mushkil hai, nibhana usse bhi jyada mushkil hai, magar unhe todh dena bahut asaan.
Inhi galtiyon ke baare mein hum aaj aapko batane ke liye kuch shayariyaan laayein hn, umeed h aapko accha lagega.
Kya umra dekh kar hoti hain galtiyaan!
Ik khayal toh zehen ko choota har roz hai,
Ke Ik taara toh toota har roz hai,
Galti asmaan ki thi ke usko sambhal na paaya vo,
Ya iss galti mein bhi taare ko kos do!
Galtiyaan kitni takatwar hoti hain na,
Sapne ke saath saath insaan ko bhi todh deti hain,
Sach batana aaj humko,
Tu khush hoti hai ya bas dikhawa karti hai!
Kya tujhe vo aansun nhi dikhte hain,
Maana baat aajkal khayal bhi bikkte hain,
Kya tu samajhti hai dard tootne ka,
Ya tujhe nazar hi nahi aata dard rishta chootne ka!
Kuch galtiyaan bhi jaroori hai,
Uske khone ka ahsaas jo krwaati hai,
Usse door jaane ke anjaane sapne se,
Ru-bharu humain krwaati hai!"
"मेरा बस यह सवाल है तुमसे,
क्या उम्र देखकर होती है गलतियां!
एक ख्याल तो ज़हन को छूता हर रोज है,
के एक तारा तो टूटा हर रोज है,
गलती आसमान की थी कि उसको संभालना पाया वो,
इस गलती में भी तारे को कोस दो!
गलतियां कितनी ताकतवर होती है ना,
सपने के साथ साथ इंसान को भी तोड़ देती है,
सच बताना आज हमको,
तू खुश होती है या बस दिखावा करती है!
क्या तुझे वह आंसू नहीं देखते हैं,
माना बात आजकल ख्याल भी बिकते हैं,
क्या समझती है दर्द टूटने का,
क्या तुझे नजर ही नहीं आता दर्द रिश्ता छूटने का!
कुछ गलतियां भी जरूरी है,
उसे खोने का एहसास जो करवाती है,
उससे दूर जाने के अनजाने सपने से,
रूबरू हमें करवाती है!"________________________________________________________________________________________________________
"Ik vo waqt bhi tha jab vo kehte the tumhari har kami manzoor hai,
Ik aaj ka waqt hai jab har kami ko galti mein badal diya jaata hai!"
"एक वह वक्त भी था जब कहते थे तुम्हारी हर कमी मंजूर है,
एक आज का वक्त है जब हर कमी को गलती बता में बदल दिया जाता है!"______________________________________________________
"Suraj toh yun hi dheere dheere dhalta rahega,
Yhe galtiyon ka silsila toh umra bhar chalta rahega!"
"सूरज तो यूं ही धीरे-धीरे ढलता रहेगा,
यह गलतियों का सिलसिला तो उम्र भर चलता रहेगा!"______________________________________________________
"Galti yeh na hui ke ishq hua,
Malaal toh yeh hai k kambakht tumse hua!"
"गलती है ना हुई के इश्क हुआ,
मलाल तो यह है कि कमबख्त तुमसे हुआ!"______________________________________________________
"Rishte galtiyon ki wajah se nahi,
Galatfehmiyon ke karan kamzor ho jaate hain!"
"रिश्ते गलतियों की वजह से नहीं,
गलतफहमियों के कारण कमजोर हो जाते हैं!"
Editor @HiddenSoul
Jinn galtiyon ko anjaane mein kiya jaaye, vo galat nhi hoti, magar jo jan bhuj ke ki jaaye vo galti nhi kehlaati.
Dil ke har kone ko todh jaati hai, jab ik galti hone pr zindagi chodh jaati hai.
Galtiyan, karni asaan hai, magar rishton ki kacchi dor isko seh nhi paati, na hi samajh paati hai na khud ke peche ka raaz samjha paati hai.
Hum kayi baar galtiyaan nazarandaaz kar dete hain, kyunki hum nhai chahte ke inn choti galatfehmiyon ki wajah se hum humare rishte todh dein.
Rishte joadhna mushkil hai, nibhana usse bhi jyada mushkil hai, magar unhe todh dena bahut asaan.
Inhi galtiyon ke baare mein hum aaj aapko batane ke liye kuch shayariyaan laayein hn, umeed h aapko accha lagega.
"गलती"
"Mera bas yeh sawal h tumse,Kya umra dekh kar hoti hain galtiyaan!
Ik khayal toh zehen ko choota har roz hai,
Ke Ik taara toh toota har roz hai,
Galti asmaan ki thi ke usko sambhal na paaya vo,
Ya iss galti mein bhi taare ko kos do!
Galtiyaan kitni takatwar hoti hain na,
Sapne ke saath saath insaan ko bhi todh deti hain,
Sach batana aaj humko,
Tu khush hoti hai ya bas dikhawa karti hai!
Kya tujhe vo aansun nhi dikhte hain,
Maana baat aajkal khayal bhi bikkte hain,
Kya tu samajhti hai dard tootne ka,
Ya tujhe nazar hi nahi aata dard rishta chootne ka!
Kuch galtiyaan bhi jaroori hai,
Uske khone ka ahsaas jo krwaati hai,
Usse door jaane ke anjaane sapne se,
Ru-bharu humain krwaati hai!"
"मेरा बस यह सवाल है तुमसे,
क्या उम्र देखकर होती है गलतियां!
एक ख्याल तो ज़हन को छूता हर रोज है,
के एक तारा तो टूटा हर रोज है,
गलती आसमान की थी कि उसको संभालना पाया वो,
इस गलती में भी तारे को कोस दो!
गलतियां कितनी ताकतवर होती है ना,
सपने के साथ साथ इंसान को भी तोड़ देती है,
सच बताना आज हमको,
तू खुश होती है या बस दिखावा करती है!
क्या तुझे वह आंसू नहीं देखते हैं,
माना बात आजकल ख्याल भी बिकते हैं,
क्या समझती है दर्द टूटने का,
क्या तुझे नजर ही नहीं आता दर्द रिश्ता छूटने का!
कुछ गलतियां भी जरूरी है,
उसे खोने का एहसास जो करवाती है,
उससे दूर जाने के अनजाने सपने से,
रूबरू हमें करवाती है!"
"Ik vo waqt bhi tha jab vo kehte the tumhari har kami manzoor hai,
Ik aaj ka waqt hai jab har kami ko galti mein badal diya jaata hai!"
"एक वह वक्त भी था जब कहते थे तुम्हारी हर कमी मंजूर है,
एक आज का वक्त है जब हर कमी को गलती बता में बदल दिया जाता है!"
"Suraj toh yun hi dheere dheere dhalta rahega,
Yhe galtiyon ka silsila toh umra bhar chalta rahega!"
"सूरज तो यूं ही धीरे-धीरे ढलता रहेगा,
यह गलतियों का सिलसिला तो उम्र भर चलता रहेगा!"
"Galti yeh na hui ke ishq hua,
Malaal toh yeh hai k kambakht tumse hua!"
"गलती है ना हुई के इश्क हुआ,
मलाल तो यह है कि कमबख्त तुमसे हुआ!"
"Rishte galtiyon ki wajah se nahi,
Galatfehmiyon ke karan kamzor ho jaate hain!"
"रिश्ते गलतियों की वजह से नहीं,
गलतफहमियों के कारण कमजोर हो जाते हैं!"
Editor @HiddenSoul
Tags:
Love