Dooriyaan kuch aisa dard deti hain, jo bayan karna aasan nhi hota.
Kabhi hum kisi ko bahut zyada yaad karte hain magar chah kar bhi mil nhi paate, kyunki kuch aise faasle hote hain humari darmiyaan jo bharne aasan nahi.
Kabhi kisi ko milne ke liye mahino intezaar karna padhta hai, apne aap ko sambhaalna padhta hai, smjhaana padhta hai, ke jo dooriyaan hain unhe bharne mein samay toh lagega magar vo bharega zaroor.
Inhi dooriyon ke baare mein kuch batane, kuch baatein samjhaane aaj hum laaye hain kuch shayari, umeed karte hain aapko pasand aayega.
Magar tere hisse ka waqt aaj bhi tanha rakha hai maine,
Ab toh tum khwabon mein bhi khwab bankar aane lage ho,
Kuch aise hi dooriyaan ko mehsoos kiya hai maine!
Hote aaj saath hum bhi,
Agar parinda banna humare haath mein hota,
Kaash ke khwab mein hi mulaqat ho jaaye tumse,
Kaash ke yeh khwabon ki dor se kuch aisa naata hota!
Kabhi kabhi toh aadat tumhari iss dil ko, Khud se bhi jyada ho jaati hai, Sisak kar roti hain aankhein, Jab bhi iss dil ko teri yaad aati hai!"
"माना के ये दूरियां कुछ बढ़ सी गई हैं,
मगर तेरे हिस्से का वक्त आज भी तन्हा रखा है मैंने,
अब तो तुम ख्वाबों में भी ख्वाब बनकर आने लगे हो,
कुछ ऐसे ही दूरियां को महसूस किया है मैने
होते आज साथ हम भी,
अगर परिंदा बनना हमारे हाथ में होता,
काश के ख्वाब में ही मुलाकात हो जाए तुमसे,
काश यह ख्वाबों की डोर से कुछ ऐसा नाता होता!
कभी कभी तो आदत तुम्हारी इस दिल को,
खुद से भी ज्यादा हो जाती है,
सिसक कर रोती हैं आँखें,
जब भी इस दिल को तुम्हारी याद आती है!"________________________________________________________________________________________________________
Aaj hum aapko ik kahani sunate hain, kuch aise hi shayari karke.
Ik baar ki baat hai, ik ladka aur ladki, ik doosre se bahut pyaar karte the, magar kehte hain na kismat ke aage kisi ki nahi chalti, toh bas ik din vo ladki uss ladke ko chodh kar bahut door chali gyi, toh iske kuch aisi baatein hoti hain dono ke beech-
Toh ladki kehti hai-
Issi baat ke jawab mein ladka kehta hai-
______________________________________________________
Kuch baatein jo dil kehna chahta hai apne pyaar ko,
Smjhaana chahta hai,
Magar kuch aise izhaar karta hai-
"Iss baar aaoge toh thoda thehar jaana,
Badal gaya thikana mat purane shehar aana,
Poochna pata hawaon se vo sab bata degi,
Poochna haal kaisa hai vo bhi jata degi,
Jab bhi aaoge ti pehle hi pehar aana,
Iss baar aaoge toh thoda thehar jaana!"
"इस बार आओगे तो थोड़ा ठहर जाना,
बदल गया ठिकाना मत पुराने शहर आना ।
पूछना पता हवाओं से वो सब बता देगी,
पूछना हाल कैसा है मेरा वो भी जता देगी।
जब भी आओगे तो पहले ही पहर आना
इस बार आओगे तो थोड़ा ठहर जाना।"______________________________________________________
"Mere janaze pr aakr na rona mat yar,
Maine waise hi tujhe bahut sataya hai,
Apne dil mein rkh kr jeena har baat ko,
Maine yar tujhe apni zindagi ka har raaz bataya hai!"
"मेरे जनाजे पर आकर ना रोना मत यार,
मैने वैसे ही तुझे बहुत सताया है,
अपने दिल में रख के जीना हर बात को,
मैने यार तुझे अपनी जिंदगी का हर राज बताया है!"
Editor @HiddenSoul
Kabhi hum kisi ko bahut zyada yaad karte hain magar chah kar bhi mil nhi paate, kyunki kuch aise faasle hote hain humari darmiyaan jo bharne aasan nahi.
Kabhi kisi ko milne ke liye mahino intezaar karna padhta hai, apne aap ko sambhaalna padhta hai, smjhaana padhta hai, ke jo dooriyaan hain unhe bharne mein samay toh lagega magar vo bharega zaroor.
Inhi dooriyon ke baare mein kuch batane, kuch baatein samjhaane aaj hum laaye hain kuch shayari, umeed karte hain aapko pasand aayega.
"दूरियाँ"
"Maana ke yeh dooriyaan kuch badh si gayi hain,Magar tere hisse ka waqt aaj bhi tanha rakha hai maine,
Ab toh tum khwabon mein bhi khwab bankar aane lage ho,
Kuch aise hi dooriyaan ko mehsoos kiya hai maine!
Hote aaj saath hum bhi,
Agar parinda banna humare haath mein hota,
Kaash ke khwab mein hi mulaqat ho jaaye tumse,
Kaash ke yeh khwabon ki dor se kuch aisa naata hota!
Kabhi kabhi toh aadat tumhari iss dil ko, Khud se bhi jyada ho jaati hai, Sisak kar roti hain aankhein, Jab bhi iss dil ko teri yaad aati hai!"
"माना के ये दूरियां कुछ बढ़ सी गई हैं,
मगर तेरे हिस्से का वक्त आज भी तन्हा रखा है मैंने,
अब तो तुम ख्वाबों में भी ख्वाब बनकर आने लगे हो,
कुछ ऐसे ही दूरियां को महसूस किया है मैने
होते आज साथ हम भी,
अगर परिंदा बनना हमारे हाथ में होता,
काश के ख्वाब में ही मुलाकात हो जाए तुमसे,
काश यह ख्वाबों की डोर से कुछ ऐसा नाता होता!
कभी कभी तो आदत तुम्हारी इस दिल को,
खुद से भी ज्यादा हो जाती है,
सिसक कर रोती हैं आँखें,
जब भी इस दिल को तुम्हारी याद आती है!"
Aaj hum aapko ik kahani sunate hain, kuch aise hi shayari karke.
Ik baar ki baat hai, ik ladka aur ladki, ik doosre se bahut pyaar karte the, magar kehte hain na kismat ke aage kisi ki nahi chalti, toh bas ik din vo ladki uss ladke ko chodh kar bahut door chali gyi, toh iske kuch aisi baatein hoti hain dono ke beech-
Toh ladki kehti hai-
"Tera ik waada tha har waade ke peeche,
Tu mujhe milega har gali har darwaaze ke peeche,
Par tu kyun bewafa nikla,
Ke ik tu hi nahi tha mere janaze ke peeche!"
Issi baat ke jawab mein ladka kehta hai-
"Haan mera ik waada tha tere har waade ke peeche,
Main milunga tujhe har gali har darwaaze ke peeche,
Tune hi palat kar nahi dekha,
Ik aur janaza tha tere janaze ke peeche!"
Kuch baatein jo dil kehna chahta hai apne pyaar ko,
Smjhaana chahta hai,
Magar kuch aise izhaar karta hai-
"Iss baar aaoge toh thoda thehar jaana,
Badal gaya thikana mat purane shehar aana,
Poochna pata hawaon se vo sab bata degi,
Poochna haal kaisa hai vo bhi jata degi,
Jab bhi aaoge ti pehle hi pehar aana,
Iss baar aaoge toh thoda thehar jaana!"
"इस बार आओगे तो थोड़ा ठहर जाना,
बदल गया ठिकाना मत पुराने शहर आना ।
पूछना पता हवाओं से वो सब बता देगी,
पूछना हाल कैसा है मेरा वो भी जता देगी।
जब भी आओगे तो पहले ही पहर आना
इस बार आओगे तो थोड़ा ठहर जाना।"