Safar, bahut suahana hota hai, chahe zindagi ka ho ya manzil ka.
Safar se humein bahut kuch seekhne ko milta hai, apni haar ko jeet mein badalne ka ik naya josh mann mein bhar jaata hai.
Musafir se sahil ki orr badhta ik naya mukaam, ik muskaan ke saath haasil karna hum seekh jaate hain.
Aaj issi khoobsurat se safar ka ik chota sa pehlu hum aapke saamne rakhna chahenge, aasha karte hain humari kalam se utre hui yeh kuch shayariyaan aapko apne safar ka anand aur mehatva samjha degi.
Begaane hain vo sab jo tujhe apna batate hain,
Chodh jaayenge yeh saath ik din inn anjaan raahon mein tera,
Vo jo aaj khud ko tera humsafar jatate hain!
Jee le yeh safar aaj khushi ke saath,
Manzil milne par yeh hi muskaan bartega,
Khushi se seh le har thokar ki chot,
Inhi intehanon se tujhe khuda parkhega!
Aankhon se aansuon ki dooriyaan banaye rakhna,
Hausla apna har pal mutthi mein thamaye rakhna,
Rone se umeed ko asar hota hai,
Tu khamosh si apni nazar, manzil par tikaye rakhna!
Apne aaj saath na ho tere toh bhi tu mazboot rehna,
Har mushkil ko hauslon se haasil karna,
kya hua aaj akela muntazir hai inn raahon mein tu,
Tu har pal apne safar ko aur khoobsurat karna!
Namumkin ki talaash kar, sab mumkin hone lagega,
Aaj dekh tujhe aasmaan ka katra katra bhi kahega,
Ke roshni toh bijli bhi deti hai,
Raaton mein bhi roshan tera jahaan banega!
"जिंदगी के सफर का तू अकेला ही मुसाफिर है,
बेगाने हैं वह सब जो तुझे अपना बताते हैं,
छोड़ जाएंगे यह साथ एक दिन अनजान राहों में तेरा,
मुझे आज खुद को तेरा हमसफर जताते हैं!
जी लगे सफर आज खुशी के साथ,
मंजिल मिलने पर यह मुस्कान बरतेगा,
खुशी से पहले हर ठोकर की चोट,
इन्हें इम्तिहानो से तुझे खुद परखेगा!
आंखों से आंसू की दूरियां बनाए रखना,
हौसला अपना हर पल मुट्ठी में थमाए रखना,
रोने से उम्मीद को असर होता है,
तू खामोशी से अपनी नजर मंजिल पर टिकाए रखना!
अपने आज साथ ना हो तेरे तो भी तुम मजबूत रहना,
हर मुश्किल को हौसलो से हासिल करना,
क्या हुआ आज अकेला मुंतजीर है इन राहों में तू,
तू हर पल अपने सफर को और खूबसूरत करना!
नामुमकिन की तलाश कर सब मुमकिन होने लगेगा
आज देख तुझे आसमान का कतरा कतरा भी कहेगा
के रोशनी तो बिजली भी देती है
रातों में भी रोशन तेरा जहां होगा!"________________________________________________________________________________________________________
"Jaana toh wahan hain jahan humsafar hai mera,
Yeh raste toh ajnabi hain, vo aakhiri safar hai tera!"
"जाना तो वहाँ हैं जहाँ हमसफ़र है मेरा,
यह रस्ते तो अजनबी हैं, वो आखिरी सफर है तेरा!"______________________________________________________
"Vo manzil ka maza hi kya,
Jiska safar hi mushkil na ho!"
"वो मंज़िल का मज़ा ही क्या,
जिसका सफर ही मुश्किल ना हो!"______________________________________________________
"Ajeeb si paheliyaan inn haathon ki lakeeron mein,
Safar toh likha hai magar manzil ka thikana nahi!"
"अजीब सी पहेलियाँ इन हाथों की लकीरों में,
सफर तो लिखा है मगर मंज़िल का ठिकाना नहीं!"______________________________________________________
"Khoobsurat aur saathiyon se bhara toh safar hota hai,
Akeli toh aksar manzil hoti hai!"
"खूबसूरत और साथियों से भरा तो सफर होता है,
अकेली तो अक्सर मंज़िल होती है!"
Editor @HiddenSoul
Safar se humein bahut kuch seekhne ko milta hai, apni haar ko jeet mein badalne ka ik naya josh mann mein bhar jaata hai.
Musafir se sahil ki orr badhta ik naya mukaam, ik muskaan ke saath haasil karna hum seekh jaate hain.
Safar sabke saath ho toh kamyabi toh milti hai, magar akele tay kiya jaaye toh shohraat bhi sath mein darwaaze pr dastak deti hai.
Aaj issi khoobsurat se safar ka ik chota sa pehlu hum aapke saamne rakhna chahenge, aasha karte hain humari kalam se utre hui yeh kuch shayariyaan aapko apne safar ka anand aur mehatva samjha degi.
"सफर"
"Zindagi ke safar ka tu akela hi musafir hai,Begaane hain vo sab jo tujhe apna batate hain,
Chodh jaayenge yeh saath ik din inn anjaan raahon mein tera,
Vo jo aaj khud ko tera humsafar jatate hain!
Jee le yeh safar aaj khushi ke saath,
Manzil milne par yeh hi muskaan bartega,
Khushi se seh le har thokar ki chot,
Inhi intehanon se tujhe khuda parkhega!
Aankhon se aansuon ki dooriyaan banaye rakhna,
Hausla apna har pal mutthi mein thamaye rakhna,
Rone se umeed ko asar hota hai,
Tu khamosh si apni nazar, manzil par tikaye rakhna!
Apne aaj saath na ho tere toh bhi tu mazboot rehna,
Har mushkil ko hauslon se haasil karna,
kya hua aaj akela muntazir hai inn raahon mein tu,
Tu har pal apne safar ko aur khoobsurat karna!
Namumkin ki talaash kar, sab mumkin hone lagega,
Aaj dekh tujhe aasmaan ka katra katra bhi kahega,
Ke roshni toh bijli bhi deti hai,
Raaton mein bhi roshan tera jahaan banega!
"जिंदगी के सफर का तू अकेला ही मुसाफिर है,
बेगाने हैं वह सब जो तुझे अपना बताते हैं,
छोड़ जाएंगे यह साथ एक दिन अनजान राहों में तेरा,
मुझे आज खुद को तेरा हमसफर जताते हैं!
जी लगे सफर आज खुशी के साथ,
मंजिल मिलने पर यह मुस्कान बरतेगा,
खुशी से पहले हर ठोकर की चोट,
इन्हें इम्तिहानो से तुझे खुद परखेगा!
आंखों से आंसू की दूरियां बनाए रखना,
हौसला अपना हर पल मुट्ठी में थमाए रखना,
रोने से उम्मीद को असर होता है,
तू खामोशी से अपनी नजर मंजिल पर टिकाए रखना!
अपने आज साथ ना हो तेरे तो भी तुम मजबूत रहना,
हर मुश्किल को हौसलो से हासिल करना,
क्या हुआ आज अकेला मुंतजीर है इन राहों में तू,
तू हर पल अपने सफर को और खूबसूरत करना!
नामुमकिन की तलाश कर सब मुमकिन होने लगेगा
आज देख तुझे आसमान का कतरा कतरा भी कहेगा
के रोशनी तो बिजली भी देती है
रातों में भी रोशन तेरा जहां होगा!"
"Jaana toh wahan hain jahan humsafar hai mera,
Yeh raste toh ajnabi hain, vo aakhiri safar hai tera!"
"जाना तो वहाँ हैं जहाँ हमसफ़र है मेरा,
यह रस्ते तो अजनबी हैं, वो आखिरी सफर है तेरा!"
"Vo manzil ka maza hi kya,
Jiska safar hi mushkil na ho!"
"वो मंज़िल का मज़ा ही क्या,
जिसका सफर ही मुश्किल ना हो!"
"Ajeeb si paheliyaan inn haathon ki lakeeron mein,
Safar toh likha hai magar manzil ka thikana nahi!"
"अजीब सी पहेलियाँ इन हाथों की लकीरों में,
सफर तो लिखा है मगर मंज़िल का ठिकाना नहीं!"
"Khoobsurat aur saathiyon se bhara toh safar hota hai,
Akeli toh aksar manzil hoti hai!"
"खूबसूरत और साथियों से भरा तो सफर होता है,
अकेली तो अक्सर मंज़िल होती है!"
Editor @HiddenSoul
Tags:
Motivation