Akela rehna aasan nahi hota, chahe vo kuch haasil karne ke liye ho, ya phir mohabbat mein chot khaakar.
Akela rehna, aur kisise kuch na bata paane ki hasrat, dil ko kuch iss tarah todh deti, ke uske baad ya toh insaan chup ho jaata hai, ya muskurana band ho jaata hai.
Akela inssan kewal wo hi nhi hota jiske aas pass koi na ho, magar vo bhi hota hai, jo sabke saath reh kar bhi apne mann mein chalte bhawon ko kisi ko na samjha paaye.
Kuch aisi hi shayari aaj hm aapke liye leke aayein hain, aasha karte hain aapko accha lagega.
"WE HOPE YOU WILL LIKE IT!"
Saath jo bitaye the lamhe pyaar ke, vo pal mil jaaye,
Ik baar apni aankhon ko band karlo,
Kaash haqqeqat mein na sahi, iss andhere mein hi apna guzra hua kal mil jaaye!
Kaash aisa ho, tu jee le meri aankh ka aansun ban kar,
Ho sake aankhein bhula dein rona jab ho tujhe khone ka darr,
Beete andhera, savera nayi umeed le aaye,
Kaash vo saath beeta hua kal le aaye!
Kaash ke tu samajh paaye, aaj meri chahat ko,
Ke har roz sunti hoon, teri kadmon ki aahat ko,
Jis din lautega tu intezaar mere palon ka maqbool hoga,
Ishq ke iss daur mein, prem apna bhi qabool hoga!
Kaash uske lautne ki ab aas na rahe,
Kaash yeh dil ab aur talaash na sahe,
Lautna toh aahat dheemi hi rakhna apne kadmon ki,
Ke lautega tu, mera mann ab yeh kaash na kahe!"
"काश एक बार फिर मिलने की वजह मिल जाए ,
साथ जो बिताये थे लम्हे प्यार के, वो पल मिल जाए ,
एक बार अपनी आँखों को बंद करो ,
काश हकीकत में ना सही, इस अँधेरे में ही अपना गुज़रा हुआ कल मिल जाए!
काश ऐसा हो, तू जी ले मेरी आँख का आंसूं बन कर,
हो सके आँखें भुला दें रोना जब हो तुझे खोने का डर,
बीते अँधेरा, सवेरा नयी उम्मीद ले आये,
काश वो साथ बीता हुआ कल ले आये!
काश के तू समझ पाए, आज मेरी चाहत को,
के हर रोज़ सुनती हूँ, तेरी क़दमों की आहट को,
जिस दिन लौटेगा तू इंतज़ार मेरे पलों का मक़बूल होगा,
इश्क़ के इस दौर में, प्रेम अपना भी क़बूल होगा !
काश उसके लौटने की अब आस ना रहे,
काश ये दिल अब और तलाश ना सहे,
लौटना तो आहट धीमी ही रखना अपने क़दमों की,
के लौटेगा तू, मेरा मन में अब ये काश ना कहे !"________________________________________________________________________________________________________
Ajeeb sa akela safar hai yeh zindagi,
Manzil bhi milti hai toh maut ke baad!
"अजीब सा अकेला सफर है ये ज़िन्दगी,
मंज़िल भी मिलती है तो मौत के बाद!"______________________________________________________
"Dil se ki jaaye, toh har dua mein asar hota hai,
Manzilein bhi unhi ko milti hain, jinka jabaaz safar hota hai!"
"दिल से की जाए, तो हर दुआ में असर होता है,
मंज़िलें भी उन्ही को मिलती हैं, जिनका जाबाज़ सफर होता है!"______________________________________________________
"Vo har baar mazdhaar mein chodh jaatein hain akele humain,
Main mazboot jaroor hoon, patthar toh nahi!"
"वो हर बार मज़धार में छोड़ जातें हैं अकेले हमें,
मैं मज़बूत जरूर हूँ, पत्थर तो नहीं!"
Editor @HiddenSoul
Akela rehna, aur kisise kuch na bata paane ki hasrat, dil ko kuch iss tarah todh deti, ke uske baad ya toh insaan chup ho jaata hai, ya muskurana band ho jaata hai.
Akela inssan kewal wo hi nhi hota jiske aas pass koi na ho, magar vo bhi hota hai, jo sabke saath reh kar bhi apne mann mein chalte bhawon ko kisi ko na samjha paaye.
Jab kushiyaan akele rehne mein milne lage, toh insaan toot sa jaata hai, khud ko samjha nahi paata, dooriyon ko kareebi se jhelta hai.
Kuch aisi hi shayari aaj hm aapke liye leke aayein hain, aasha karte hain aapko accha lagega.
"काश वो लौट आये"
"Kaash ik baar phir milne ki wajah mil jaaye,Saath jo bitaye the lamhe pyaar ke, vo pal mil jaaye,
Ik baar apni aankhon ko band karlo,
Kaash haqqeqat mein na sahi, iss andhere mein hi apna guzra hua kal mil jaaye!
Kaash aisa ho, tu jee le meri aankh ka aansun ban kar,
Ho sake aankhein bhula dein rona jab ho tujhe khone ka darr,
Beete andhera, savera nayi umeed le aaye,
Kaash vo saath beeta hua kal le aaye!
Kaash ke tu samajh paaye, aaj meri chahat ko,
Ke har roz sunti hoon, teri kadmon ki aahat ko,
Jis din lautega tu intezaar mere palon ka maqbool hoga,
Ishq ke iss daur mein, prem apna bhi qabool hoga!
Kaash uske lautne ki ab aas na rahe,
Kaash yeh dil ab aur talaash na sahe,
Lautna toh aahat dheemi hi rakhna apne kadmon ki,
Ke lautega tu, mera mann ab yeh kaash na kahe!"
"काश एक बार फिर मिलने की वजह मिल जाए ,
साथ जो बिताये थे लम्हे प्यार के, वो पल मिल जाए ,
एक बार अपनी आँखों को बंद करो ,
काश हकीकत में ना सही, इस अँधेरे में ही अपना गुज़रा हुआ कल मिल जाए!
काश ऐसा हो, तू जी ले मेरी आँख का आंसूं बन कर,
हो सके आँखें भुला दें रोना जब हो तुझे खोने का डर,
बीते अँधेरा, सवेरा नयी उम्मीद ले आये,
काश वो साथ बीता हुआ कल ले आये!
काश के तू समझ पाए, आज मेरी चाहत को,
के हर रोज़ सुनती हूँ, तेरी क़दमों की आहट को,
जिस दिन लौटेगा तू इंतज़ार मेरे पलों का मक़बूल होगा,
इश्क़ के इस दौर में, प्रेम अपना भी क़बूल होगा !
काश उसके लौटने की अब आस ना रहे,
काश ये दिल अब और तलाश ना सहे,
लौटना तो आहट धीमी ही रखना अपने क़दमों की,
के लौटेगा तू, मेरा मन में अब ये काश ना कहे !"
Ajeeb sa akela safar hai yeh zindagi,
Manzil bhi milti hai toh maut ke baad!
"अजीब सा अकेला सफर है ये ज़िन्दगी,
मंज़िल भी मिलती है तो मौत के बाद!"
"Dil se ki jaaye, toh har dua mein asar hota hai,
Manzilein bhi unhi ko milti hain, jinka jabaaz safar hota hai!"
"दिल से की जाए, तो हर दुआ में असर होता है,
मंज़िलें भी उन्ही को मिलती हैं, जिनका जाबाज़ सफर होता है!"

Tags:
Love